Kabhi Khushi Kabhie Gham

Ha-ha-ha

  • Ha-ha-ha
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Meri saanson mein tu hai samaaya
  • Mera jeevan toh hai tera saaya
  • Meri saanson mein tu hai samaaya
  • Mera jeevan toh hai tera saaya
  • Teri pooja karoon main to har dam
  • Yeh hai tere karam
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Meri saanson mein tu hai samaaya
  • Mera jeevan toh hai tera saaya
  • Teri pooja karoon main toh har dam
  • Yeh hai tere karam
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Subh-o-shyaam charno mein
  • Diye hum jalaaye
  • Dekhe jahan bhi dekhe
  • Tujhko hi paaye
  • Ha-ha-ha
  • O subh-o-shyaam charno mein
  • Diye hum jalaaye
  • Dekhe jahan bhi dekhe
  • Tujhko hi paaye
  • In labon pe tera
  • Bas tera naam ho
  • In labon pe tera
  • Bas tera naam ho
  • Pyaar dil se kabhi bhi na ho kam
  • Yeh hai tere karam
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Yeh ghar nahin hai
  • Mandir hai tera
  • Is mein sadaa rahe tera basera
  • Ha-ha-ha
  • Oh yeh ghar nahin hai mandir hai tera
  • Is mein sadaa rahe tera basera
  • Khushbuon se teri
  • Yeh mahekta rahe
  • Khushbuon se teri
  • Yeh mahekta rahe
  • Aaye jaaye bhale koi mausam
  • Yeh hai tere karam
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Meri saanson mein tu hai samaaya
  • Mera jeevan toh hai tera saaya
  • Meri saanson mein tu hai samaaya
  • Mera jeevan toh hai tera saaya
  • Teri pooja karoon main to har dam
  • Yeh hai tere karam
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Ha-ha-ha
  • Kabhi khushi kabhie gham
  • Na judaa honge hum
  • Kabhi khushi kabhie gham
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
mengenang masa lalu😔😔💔💔

43 11 3672

2024-12-11 02:21 vivo 1804

Quà

Tổng: 0 1002

Bình luận 11