Sun Raha Hai Na Tu

Apne karam ki kar adaayein

  • Apne karam ki kar adaayein
  • Yaara yaara yaara
  • Mujhko iraade de
  • Kasamein de waade de
  • Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
  • Dil ko thikaane de
  • Naye bahaane de
  • Khaabon ki baarishon ko
  • Mausam ke paimane de
  • Apne karam ki kar adaayein
  • Kar de idhar bhi tu nigaahein
  • Sun raha hai naa tu
  • Ro raha hun main
  • Sun raha hai naa tu
  • Kyun ro raha hun main
  • Sun raha hai naa tu
  • Ro raha hun main
  • Sun raha hai naa tu
  • Kyun ro raha hun main
  • Manzilein ruswa hain
  • Khoya hai raasta
  • Aaye le jaaye
  • Itni si iltejaa
  • Ye meri zamanat hai
  • Tu meri amaanat hai
  • Apne karam ki kar adayein
  • Kar de idhar bhi tu nigaahein
  • Sun raha hai naa tu
  • Ro raha hoon main
  • Sun raha hai naa tu
  • Kyun ro raha hun main
  • Sun raha hai naa tu
  • Ro raha hoon main
  • Sun raha hai naa tu
  • Kyun ro raha hun main
  • Waqt bhi thehara hai
  • Kaise kyun ye huaa
  • Kaash tu aise aaye
  • Jaise koi duaa
  • Tu rooh ki raahat hai
  • Tu meri ibaadat hai
  • Apne karam ki kar adaayein
  • Kar de idhar bhi tu nigaahein
  • Sun raha hai naa tu
  • Ro raha hoon main
  • Sun raha hai naa tu
  • Kyun ro raha hun main
  • Sun raha hai naa tu
  • Ro raha hun main
  • Sun raha hai naa tu
  • Kyun ro raha hun main
  • Yaara
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

41 2 3765

3-30 01:53 samsungSM-A042F

Quà

Tổng: 0 105

Bình luận 2