Jadoo Hai Tera(From "Ghulam")

Jaadu hai tera hi jaadu

  • Jaadu hai tera hi jaadu
  • Jo mere dil pe chhane laga
  • Jaadu hai tera hi jaadu
  • Jo mere dil pe chhane laga
  • Deewaane mere yeh
  • Toh bata kya kiya tune
  • Mitha sa dard hone laga
  • Yeh kya huwa pehle
  • Na aisa hota tha main hun
  • Kahaan main jaanu na
  • Yeh kya huwa pehle
  • Na aisa hota tha main hun
  • Kahaan main jaanu na
  • Koi mujhe itana bata de
  • Ghar ka mere mujhko pata de
  • Maine toh yeh jaana na
  • Hota hai kya intzaar
  • Mera dil kyun maane na
  • Mujhko toh ho gaya hai pyaar
  • Main chain se pehle raaton
  • Ko soti thi tune meri nindein luti
  • Main chain se pehle raaton
  • Ko soti thi tune meri nindein luti
  • Yeh rog kya tune lagaaya
  • Deewaanapan kaisa jagaaya
  • Jaadu hai tera hi jaadu jo
  • Mere dil pe chhane laga
  • O jaana meri yeh
  • Toh bata kya kiya tune
  • Mitha sa dard hone laga
  • Yeh kya huwa pehle
  • Na aisa hota tha main hun
  • Kahaan main jaanu na
  • Yeh kya huwa pehle
  • Na aisa hota tha main hun
  • Kahaan main jaanu na
  • Koi mujhe itana bata de
  • Ghar ka mere mujhko pata de
  • Jaaneman o jaaneja
  • Kya hai iraada bata
  • Chhune de in honton
  • Ko honton se mere zara
  • Kya khub hai main bhi
  • Kaisa deewaana tha kyun
  • Ishq se anjaana tha
  • Kya khub hai main bhi
  • Kaisa deewaana tha kyun
  • Ishq se anjaana tha
  • Paagal mujhe tune banaaya
  • Chaahat hai kya mujhko bataaya
  • Jaadu hai tera hi jaadu jo
  • Mere dil pe chhane laga
  • Jaadu hai tera hi jaadu jo
  • Mere dil pe chhane laga
  • Deewaane mere yeh
  • Toh bata kya kiya tune
  • Mitha sa dard hone laga
  • Yeh kya huwa pehle
  • Na aisa hota tha main hun
  • Kahaan main jaanu na
  • Yeh kya huwa pehle
  • Na aisa hota tha main hun
  • Kahaan main jaanu na
  • Koi mujhe itana bata de
  • Ghar ka mere mujhko pata de
00:00
-00:00
查看作品详情
Assalamualaikum... semoga berkenan.. 😊🙏🙏

26 3 3454

7-14 17:39 OPPOA1601

礼物榜

累计: 0 157

评论 3