Humko Deewana Kar Gaye

Tum jo na aate to achha tha

  • Tum jo na aate to achha tha
  • Aa ke na jaate to achha tha
  • Tum jo na aate to achha tha
  • Aa ke na jaate to achha tha
  • Tum jaate jaate jaana humko deewana kar gaye
  • Tum jaate jaate jaana humko deewana kar gaye
  • Dil na lagaate to achha tha
  • Na tadpaate to achha tha
  • Ab dil ko kya samjhaana humko deewana kar gaye
  • Ab dil ko kya samjhaana humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Kabhi hans lete hain kabhi ro lete hain
  • Haal kya kar diya
  • Apne ehsaason ko khud saza dete hain
  • Haal kya kar diya
  • Hum the tanha achhe bhale
  • Mit gaye kyon woh faasle
  • Nazrein churaate to achha tha
  • Na muskuraate to achha tha
  • Tum haste haste jaana humko deewana kar gaye
  • Tum haste haste jaana humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Pyaas kya hoti hai dard kya hota hai
  • Kuch nahi tha pata
  • Dhadkanein badhti hain chain kyon khota hai
  • Kuch nahi tha pata
  • Ab nahi hai apni khabar
  • Ek nasha hai shaam-o-seher
  • Kuch na bataate to achha tha
  • Raaz chhupaate to achha tha
  • Tum milte milte jaana humko deewana kar gaye
  • Tum milte milte jaana humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
  • Humko deewana kar gaye
00:00
-00:00
View song details
Dengarkan duet yang terkoordinasi baik

18 1 2516

7-18 21:51

Gifts

Total: 0 5

Comments 1