Aisa Deewana

Aisa deewaana hua hain yeh dil

  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Tanhaiyyan mehfil bani
  • Tum jo milein manzil mili
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Tanhaiyyan mehfil bani
  • Tum jo milein manzil mili
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Mohabbat hi mohabbat hain mere rubaroo
  • Tamanna mein nigahon mein hain bas tu hi tu
  • Bechaini mein
  • Aahein bharein
  • Rab se tujhe
  • Maanga karein
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Na subah ki khabar hain sanam
  • Na shaam ka pata
  • Khyalon mein hain chaaya hua
  • Tumhaara nasha
  • Hoo deewangi hain iss kadar
  • Mujhko nahi apni khabar
  • Aisa deewana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Aisa deewana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
  • Tanhaiyyan mehfil bani
  • Tum jo milein manzil mili
  • Aisa deewaana hua hain yeh dil
  • Aapke pyaar mein
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
my love 💞👉🐬💘🦂👩‍❤️‍👨🥰

32 6 768

8-20 19:21 INFINIXInfinix X669C

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 1 45

ความเห็น 6