Baant Raha Tha

Maein kyun daaman ko faylaaun

  • Maein kyun daaman ko faylaaun
  • Maein kyun koi dua maangun tujhe jab pa liya maine
  • Khuda se aur kya maangun
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Saare jahan ki naematein apne khuda
  • Se maang li maine teri wafa sanam
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Saare jahan ki naematein apne khuda
  • Se maang li maine teri wafa sanam
  • Meri wafa ki saaz mein goonj rahi hai laey teri
  • Meri wafa ki saaz mein goonj rahi hai laey teri
  • Maein bhi hoon teri jaanejaan
  • Meri Wafa bhi hai teri tu hi jo mil gaya mujhe
  • Tu hi jo mil gaya mujhe
  • Chaahiye aur kya sanam
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Saare jahan ki naematein apne khuda
  • Se maang li maine teri wafa sanam
  • Kaash maein apni zindagi pyar mein
  • Yoon guzaar doon
  • Kaash maein apni zindagi pyar mein
  • Yoon guzaar doon
  • Waqt padhe to dil ke saath
  • Jaan bhi apni vaar doon shayad isi tarah se ho
  • Shayad isi tarah se ho
  • Pyar ka haq ada sanam
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Saare jahan ki naematein apne khuda
  • Se maang li maine teri wafa sanam
  • Log yahan tere mere
  • Pyar ko aazmayenge
  • Log yahan tere mere
  • Pyar ko aazmayenge
  • Tujhko alag satayenge
  • Mujhko alag rulayenge apna magar hai faisla
  • Apna magar hai faisla
  • Honge na hum juda sanam
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Saare jahan ki naematein
  • Baantt raha tha jab khuda
  • Saare jahan ki naematein
  • Apne khuda
  • Se maang li maine teri wafa sanam
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

22 3 3991

6-30 00:27 samsungSM-A336E

Quà

Tổng: 0 26

Bình luận 3

  • ⚕️🐝NIMURATU 🎇 7-1 13:25

    🙋👍👍👍🎙️🎧🎵🎹🌹💐🌷🌹💐🌷🫰🌹💐🌷👏👏👏👏👏👏

  • YOYO A 7-2 01:04

    💜DONE💘SUPPORT 💜 🎇🎸✳️🦋✳️🎸🎇 ☀️🌟☀️🌟☀️🌟 🌷🌷tHank🌷🌷 💘💘 so much💘💘 🌸🌹sis🌸🌹

  • Aguzselembe 7-6 22:12

    💖 😄keren kakak...masyaallah...makasih ya 💗💗💗