Jaa Sanam Mujhko Ha

Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar

  • Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
  • Main karoongi tera intezaar
  • Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
  • Main karoongi tera intezaar Main itni door
  • Chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
  • Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
  • Na paaonga
  • Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
  • Main karoongi tera intezaar
  • Jaa magar mudke tu dekle akbaar
  • Main karoongi tera intezaar
  • Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
  • Na aaonga
  • Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
  • Na paaonga
  • Tumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua
  • Tumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua
  • Tumbin bhi main ji raha hoon main kaisa
  • Hoon bewafa
  • Jaa sanam aayi phir laut ke yeh bahaar
  • Main karoongi tera intezaar
  • Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
  • Main karoongi tera intezaar
  • Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
  • Na aaonga
  • Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
  • Na paaonga
  • Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
  • Na aaonga
  • Shayad kabhi kahin tumme meri mile khabar
  • Shayad kabhi kahin tumme meri mile khabar
  • Kar lena yaad bas mujhe mumkin ho yeh agar
  • Jaa sanam tere saath meri jaan hai meri aaj
  • Main karoongi tera intezaar
  • Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
  • Main karoongi tera intezaar
  • Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
  • Na aaonga
  • Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
  • Na paaonga
00:00
-00:00
View song details
seadanya 🙏🥺🥺🥀🥀🥀🥀🥀💔💔🥀🥀🥀🥺

40 5 1

2023-9-4 22:21 samsungSM-A037F

Gifts

Total: 0 23

Comments 5