Shukriya Shukriya

Shukriya shukriya shukriya mere piya

  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Jaage sapne jaage armaan jaagi hai dhadkan
  • Kaisi duniya kya zamana todh har bandhan
  • Jaage sapne jaage armaan jaagi hai dhadkan
  • Kaisi duniya kya zamana todh har bandhan
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Kya kahoon kya maine tumse milke paaya hai
  • Tum joh aaye zindagi mein rang aaya hai
  • Kya kahoon kya maine tumse milke paaya hai
  • Tum joh aaye zindagi mein rang aaya hai
  • Aao tumko le chalun main dil ki raahon mein
  • Aaj humko manzilon ne khud bulaya hai
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Barkha badal choli aanchal phool aur khushboo
  • Hum bhi yoon hi saath mein hai jaan le yeh tu
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Mere dil ka haal kya hai kya kahoon tumse
  • Pyar itna paake mere hosh hai gum se
  • Mere dil ka haal kya hai kya kahoon tumse
  • Pyar itna paake mere hosh hai gum se
  • Zindagi bhar pyar mera kam nahi hoga
  • Maang lo tum jaan bhi toh gham nahi hoga
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Dharti ambar dariya sagar geet aur sargam
  • Mauj saahil rasta manzil saath hai yoon hum
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
  • Shukriya shukriya shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
𝑺𝒃𝒍𝒎 𝒏𝒈𝒖𝒍𝒊 𝒄𝒐𝒃𝒂𝒌𝒌𝒌 𝒃𝒐𝒍𝒍𝒚 𝒂𝒉𝒉𝒉𝒉𝒉 🎶💃🕺🎶😂😂✌🌹🤗🙏

28 12 1273

6-26 10:37 vivoV2029

Tangga lagu hadiah

Total: 1 1002

Komentar 12