Chand Sitare

Chaand sitare phool aur khushboo

  • Chaand sitare phool aur khushboo
  • Chaand sitare phool aur khushboo
  • Ye to saare puraane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewne hain
  • Hmmhmmhmm
  • Arre kaali ghatayein barkha saawan
  • O kaali ghatayein barkha saawan
  • Ye to sab afsane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewne hain
  • Hmmhmmhmm
  • Rururururu
  • Andaz hai uske naye naye
  • Hai naya naya deewanapan ho
  • Andaz hai uske naye naye
  • Hai naya naya deewanapan
  • Pehnane taj jawaani ka
  • Hanske laut gaya bachpan
  • Geet ghazal sab kal ki baatein
  • O geet ghazal sab kal ki baatein
  • Uske naye taraane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewne hain
  • Hmmhmmhmm
  • Hai roop mein itna saadapan
  • To kitna sundar hoga mann ho
  • Hai roop mein itna saadapan
  • To kitna sundar hoga mann
  • Bin gahnein aur singaar bina
  • Vo to lagti hai dulhan
  • Kaajal bindiya kangan jhumke
  • O kaajal bindiya kangan jhumke
  • Ye to guzare zamane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewne hain
  • Hmmohhmmoh hmm
  • Lalalalalaa
  • Hmmohhmmohlala
  • Chaand sitare phool aur khushboo
  • Ye to saare puraane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewne hain
  • Arre kaali ghatayein barkha saawan
  • Ye to sab afsane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewne hain
  • Hmmohhmmoh hmm
  • Lalalalalaa
  • Hmmohhmmohlala
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

23 2 1

1-12 16:33 vivo Y21

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 2