Do Pal

Do pal ruka khwabon ka karvan

  • Do pal ruka khwabon ka karvan
  • Aur phir chal diyeh tum kahan hum kahaan
  • Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Tum the ke thi koi ujli kiran
  • Tum the yaa koi kali muskayi thi
  • Tum the yaa sapnon kaa thaa saavan
  • Tum the ke khushiyon ki ghataa chaayehe thi
  • Tum the ke thaa koi phool khilaa
  • Tum the yaa milaa thaa mujhe nayaa jahaan
  • Do pal rukaa khwabon kaa kaarvaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Tum the yaa khushboo hawaon mein thi
  • Tum the yaa rang saari dishaaon mein the
  • Tum the yaa roshni raahon mein thi
  • Tum the yaa geet goonje fizaaon mein the
  • Tum the mile yaa mili thi manzilein
  • Tum the ke thaa jaadoo bharaa koi samaa
  • Do pal rukaa khwabon kaa kaarvaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
  • Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
Yuk dengarkan duet kami!

12 2 1472

12-10 20:32 Xiaomi2201117TY

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 50

ความคิดเห็น 2

  • 🅰️ˢᵗ®️ᶦ🕊 12-10 22:32

    Mkasih bnyak y bng dah brkenan mampir lengkapi oc ku dgan KEREEN 😎👏👏👏🔥🔥🎧☕🕊 sehat & bhgia sllu y bng 🙏✨☕

  • 👉Dilsey@🐾 12-11 01:10

    Makasih kembali,,lengkapi seadanya moga berkenan,mksh jg buat doa baiknya,dan begitu jg doa yg sama buat di sana,,Aamiin,🤲🤲