Chaand Sitare

Chand sitare phool aur khushboo

  • Chand sitare phool aur khushboo
  • Chand sitare phool aur khushboo
  • Ye to saare purane hain
  • Taza taza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Are kaali ghatayein barkha saawan
  • Kaali ghatayein barkha saawan
  • Ye to sabh afsaney hain
  • Taza taza kali khili hai hum uske deewane hain
  • Andaaz hain uske naye naye
  • Hai naya naya deewana pan
  • Andaaz hain uske naye naye
  • Hai naya naya deewana pan
  • Pehna ke taaj jawani ka hans ke laut gaya bachpan
  • Geet ghazal sabh kal ki baateinnnnn
  • Geet ghazal sabh kal ki baatein
  • Uske naye taraney hain
  • Taza taza kali khili hai hum uske deewane hain
  • Hai roop mein itna saada pan
  • To kitna sundar ho ga mann
  • Hai roop mein itna saada pan
  • To kitna sundar ho ga mann
  • Bin gehne aur singhar bina woh to lagti hai dulhan
  • Kajal bindiyaa kangan jhumkeeeee
  • Are kajal bindiyaa kangan jhumke
  • Ye to guzre zamaane hain
  • Taza taza kali khili hai hum uske deewane hain
  • Chand sitare phool aur khushboo
  • Ye to saare purane hain
  • Taza taza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Are kaali ghatayein barkha saawan
  • Ye to sabh afsaney hain
  • Taza taza kali khili hai hum uske deewane hain
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Let's listen to my solo!

22 6 3290

7-5 10:26 INFINIXInfinix X6739

Quà

Tổng: 0 4

Bình luận 6