Sawan Ka Mahina

Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm

  • Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  • Sawan ka mahina pawan kare sor
  • Sawan ka mahina pawan kare shor
  • Amm hmm pawan kare sor
  • Pawan kare shor
  • Arey baba shor nahin sor sor sor
  • Pawan kare sor haan
  • Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
  • Sawan ka mahina pawan kare sor
  • Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
  • Sawan ka mahina pawan kare sor
  • Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
  • Raama gajab dhaaye yeh purwaiyya
  • Naiyya sambhalo kit khoye ho khiwaiyya
  • Raama gajab dhaaye yeh purwaiyya
  • Naiyya sambhalo kit khoye ho khiwaiyya
  • Hoy purwaiya ke aage chale naa koyi jor
  • Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
  • O o o sawan ka mahina pawan kare sor
  • Jiyara re jhoome aise jaise banmaa naache mor
  • Maujawa kare kya jaane hamko isaara
  • Jaana kaha hai puchhe nadiyaa ki dhaara
  • Maujawa kare kya jaane hamko isaara
  • Jaana kaha hai puchhe nadiyaa ki dhaara
  • Marji hai tumhari le jaao jis or
  • Jiyara re jhume re aise re jaise banama naache mor
  • O o o sawan ka mahina pawan kare sor
  • Jiyara re jhoome aise jaise banmaa naache mor
  • Jinake balam bairi gaye hain bideswa
  • Aaye hain leke unake pyaar ka sandeswa
  • Jinake balam bairi gaye hain bideswa
  • Aaye hain leke unake pyaar ka sandeswa
  • Kaari matwaari ghataaye ghan ghor
  • Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
  • Sawan ka mahina pawan kare sor
  • Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
  • Jiyara re jhume re aise re jaise banama naache mor
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Yuk dengarkan duet kami!

26 1 1750

2024-12-26 17:20 Xiaomi220333QAG

Carta hadiah

Jumlah: 0 5

Komen 1

  • Agoez prasetyoe 1-4 22:48

    🎉🤗😘💪👨‍🎤Sayang, aku akan ambil itu 🧡 💗💗💗😄