Tum Kya Jaano

Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar

  • Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
  • Rehta hai mujhko bas tumhara intzar
  • Aisa hai ye deewanapan
  • Jab tak na dekhu tumko aaye na karar
  • Lag ja mere sine se yar
  • Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
  • Rehta hai mujhko bas tumhara intzar
  • Aisa hai ye deewanapan
  • Jab tak na dekhu tumko aaye na karar
  • Lag ja mere sine se yar
  • Pehle kabhi tu dil mera
  • Itna nahi tha deewana
  • Kya chiz hai deewangi
  • Pake tujhe main na jana
  • Tujhko dekha tujhko chaha tera ho gaya
  • Jan-e-jana main tere khwabo me kho gaya
  • Aa chum lun tujhe bar bar
  • Tum kya jano dil karta tum se kitna pyar
  • Rehta hai mujhko bas tumhara intzar
  • Aisa hai ye deewanapan
  • Jab tak na dekhu tumko aaye na karar
  • Lag ja mere sine se yar
  • Uff kya sama jawan hai
  • Aagosh me chandni hai
  • Bikhri hai jo yaha waha
  • Woh pyar ki roshni hai
  • Hai tere hi dam se meri chhahat ka jaha
  • Tera jaisa aashiq sabko milta hain kaha
  • Tujhpe sanam meri jan nisar
  • Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
  • Rehta hai mujhko bas tumhara intzar
  • Aisa hai ye deewanapan
  • Jab tak na dekhu tumko aaye na karar
  • Lag ja mere sine se yar
00:00
-00:00
View song details
Kya tum?

30 3 2114

6-12 17:39 Xiaomi220733SG

Gifts

Total: 1 106

Comments 3