Dekha Hai Pehli Baar (Duet Version)

Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar

  • Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
  • Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
  • Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
  • Dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar
  • Ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
  • Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
  • Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
  • Palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
  • Ab bin tere main to kahi chain na paau
  • Palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
  • Ab bin tere main to kahi chain na paau
  • Tu mera jigar hai
  • Tu meri nazar hai
  • Tu meri aarazu
  • Tu mera hamsafar hai
  • Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
  • Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
  • Meri adaaye ye meri jawani
  • Bas tere liye hai ye meri zindagani
  • Meri adaaye ye meri jawani
  • Bas tere liye hai ye meri zindagani
  • Tu meri gazal hai
  • Tu mera tarana
  • A teri dhadkanon pe
  • Likh du dil ka fasana
  • Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
  • Dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyar
  • Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
  • Dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekarar
  • Ab ja ke aaya mere bechain dil ko karar
  • Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Let's listen to our duet!

20 5 1

1-16 17:18 samsungSM-A505F

Tangga lagu hadiah

Total: 1 23

Komentar 5