Hawayein

Tujhko main rakh loon wahaan

  • Tujhko main rakh loon wahaan
  • Jahaan pe kahin
  • Hai mera yaqeen
  • Main jo tera naa huaa
  • Kisi ka nahin
  • Kisi ka nahin
  • Le jaayein jaane kahaan
  • Hawayein hawayein
  • Le jaayein tujhe kahaan
  • Hawayein hawayein
  • Begaani hai yeh baaghi
  • Hawayein hawayein
  • Le jaaye mujhe kahan
  • Hawayein hawayein
  • Le jaayein jaane kahaan na mujhko khabar
  • Na tujhko pataa
  • O
  • O
  • O
  • O
  • O
  • Banaati hai jo tu
  • Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
  • Inhi mein to meri
  • Subah bhi dhalein
  • Shamein dhalein
  • Mausam dhalein
  • Khayalon ka shehar
  • Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
  • Hawayein haq mein
  • Wohi hai aate jaate jo tera naam le
  • Deti hain jo sadayein
  • Hawayein hawayein
  • Na jaane kya batayein
  • Hawayein hawayein
  • Le jaaye tujhe kahaan
  • Hawayein hawayein
  • Le jaaye mujhe kahaan
  • Hawayein hawayein
  • Le jaayein jaane kahaan na mujhko khabar
  • Naa tujhko pataa
  • O
  • O
  • O
  • O
  • Chehra kyun milta tera
  • Yun khwabon se mere
  • Ye kya raaz hai
  • Kal bhi meri na thi tu
  • Naa hogi tu kal
  • Meri aaj hai
  • Teri hai meri saari wafayein wafayein
  • Maangi hai tere liye duaayein duaayein
  • Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein
  • Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein
  • Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein

00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

27 3 1

2023-12-31 17:46 Xiaomi23028RN4DG

Quà

Tổng: 0 0

Bình luận 3