Mehndi Mehndi

Na na na na oh na ji na na

  • Na na na na oh na ji na na
  • Mehndi mehndi na mujhko lagana
  • Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
  • Na na na na na ji na na
  • Mehndi mehndi na mujhko lagana
  • Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
  • Chaahe kuch bhi kahe dil
  • Deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
  • Chaahe kuch bhi kahe dil
  • Deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
  • Na na na na na ji na na
  • Mehndi mehndi na mujhko
  • Lagana mujhe saajan ke ghar nahin jaana
  • Main to ghoongat mein chal gayi chunri mujhse lipat gayi
  • Main to ghoongat mein chal gayi chunri mujhse lipat gayi
  • Neend na aaye mujhe jaag main jaaon kahin lup chup jaaon
  • Kahin bhaag mein jaaon
  • Kahan se aaye jaane kahan le
  • Jaaye yeh raasta anjaana
  • Chaahe kuch bhi kahe dil deewana
  • Dil ki baaton mein mujhe nahin aana
  • Na na na na na ji na na
  • Mehndi mehndi na mujhko lagana
  • Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
  • Main to jaadoo ki pudiya main to
  • Shishe ki gudiya
  • Main to jaadoo ki pudiya main to
  • Shishe ki gudiya
  • Root na jaaon kahin toot na jaaon
  • Chalo saath saheli main na jaaon akeli
  • Chup na rahoongi saajan se
  • Kahungi tu pass na aana
  • Chaahe kuch bhi kahe dil
  • Deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
  • Na na na na na ji na na
  • Mehndi mehndi na mujhko lagana
  • Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
  • Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
  • Tujhe saajan ke ghar hai jaana
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Na na na....💃💃💃❤️❤️👍

121 13 1

2023-10-26 11:35 samsungSM-A042F

Tangga lagu hadiah

Total: 0 25

Komentar 13