Humsafar

Zaalima kyu hai dooriyan

  • Zaalima kyu hai dooriyan
  • Hun tenu labhan main kahaan
  • Das tenu labhan main kahaan
  • Sun mere humsafar
  • Kya tujhe itni si bhi khabar
  • Sun mere humsafar
  • Kya tujhe itni si bhi khabar
  • Ki teri saanse chalti jidhar
  • Rahungi bas wahi umr bhar
  • Rahungi bas wahi umr bhar haye
  • Muskurana bhi tujhi se seekha hai
  • Dil lagane ka tu hi tareeka hai
  • Aitbaar bhi tujhi se hota hai
  • Aaun na hosh mein main kabhi
  • Bahon mein hai teri zindagi
  • Hai nahin tha pata
  • Ki tujhe maan lungi Khuda
  • Ki teri galiyon mein is qadar
  • Aungi ab har pehar
  • O sun mere hamsafar
  • Kya tujhe itni si bhi khabar
  • Ki teri saanse chalti jidhar
  • Rahungi bas wahi umr bhar
  • Rahungi bas wahi umr bhar haye
  • Mere zaalima
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

26 5 992

10-8 07:39 samsungSM-A037F

Quà

Tổng: 0 9

Bình luận 5