Kya Khoob Lagti Ho

Kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho

  • Kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
  • Kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
  • Phir se kaho kehte raho achchha lagta hai
  • Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
  • Kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
  • Kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
  • Tareef karoge kab tak bolo kab tak
  • Mere seene mein saans rahegi jab tak
  • Kab tak main rahoongi man mein haan man mein
  • Sooraj hoga jab tak neel gagan mein
  • Phir se kaho kehte raho achchha lagta hai
  • Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
  • O kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
  • Tum pyaar se pyari ho tum jaan hamaari ho
  • Ooh ooh
  • Khush ho na mujhe tum pa kar mujhe pa kar
  • Pyase dil ko aaj mila hai sagar
  • Kya dil mein hai aur tamanna hai tamanna
  • Har jeevan mein tum mere hi banana
  • Phir se kaho kehti raho achchha lagta hai
  • Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
  • O kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
  • Tum pyaar se pyare ho tum jaan hamaari ho
  • Tum pyaar se pyare ho tum jaan hamaari ho
  • Hmm hmmm
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Mari dengar solo saya!

43 7 2341

8-9 22:12 OPPOCPH2471

Quà

Tổng: 0 6

Bình luận 7