Tera Ghata

Kuch soch ke bola hoga tumne

  • Kuch soch ke bola hoga tumne
  • Ye pyaar bhi tola hoga tumne
  • Ab na hai toh phir na sahi Dilbar
  • Iss dil ko yeh samjha liya humne
  • Iss mein tera ghata
  • Mera kuch nahi jaata
  • Zyada pyaar ho jaata
  • Toh dil seh nahi paata
  • Iss mein tera ghata
  • Mera kuch nahi jaata
  • Jeada phir pyaar ho jaata
  • Toh dil seh nahi paata
  • Ab aur kya kehna hoga humne
  • Karna tha jo wo kar liya tumne
  • Shayad rahun ya na rahun Dilbar
  • Badla kabhi yeh faisla tumne
  • Iss mein tera ghata
  • Mera kuch nahi jaata
  • Zyada pyaar ho jaata
  • Toh dil seh nahi paata
  • Iss mein tera ghata
  • Mera kuch nahi jaata
  • Agar phir pyaar ho jaata
  • Toh dil seh nahi paata
  • Iss mein tera ghata
00:00
-00:00
查看作品詳情
Evi hadir Bolly...🤭👍🙏

16 3 2155

昨天 20:33 vivo 1904

禮物榜

累計: 0 0

評論 3