Dulhe Raja

Peeche barati aage band bajaa

  • Peeche barati aage band bajaa
  • Aaye dulhe raja raja raja gori khol darwaja
  • Peeche barati aage band bajaa
  • Aaye dulhe raja gori khol darwaja
  • Peeche barati aage band bajaa
  • Aaye dulhe raja gori khol darwaja
  • Laz sharm ki rekha ko par karle
  • Na na na kar ha ha tu pyar karle
  • Hey laz sharm ki rekha ko par karle
  • Na na na kar ha ha tu pyar karle
  • Nachte gate teri gali hum aayenge
  • Tujhko uthake gori hum le jayenge
  • Apni marzi se aaja dil mein shama ja
  • Aaye dulhe raja gori khol darwaja
  • Aaja sanam teri kasam
  • Kahin meri majburiya haye
  • Ban na jaaye mere haathon ki choodiyan
  • Tera naam liya tujhe yaad kiya
  • Teri yaadon ne mujhe tham liya
  • Aa mere sanam ab waqt hai kam
  • Hothon pe hai dum mujhe teri kasam
  • Aankhon mein aansoo dil mein hai gum
  • Aaja aaja tu hai kaha mere sapno ke raja
  • Raja raja aaja aaja
  • Raja raja aaja aaja
  • Mehndi lagaa le solah singar karle
  • Dulhan banja kahud ko tyar kar le
  • Ho mehndi lagaa le solah singar karle
  • Dulhan banja kahud ko tyar kar le
  • Kab se na jaane tere peeche pada hoon
  • Dekh tere ghar ke samne khada hoon
  • Main andar aaoon ya bahar tu aaja
  • Aaye dulhe raha gori khol darwaja
  • Peeche barati aage band bajaa
  • Aaye dulhe raja gori khol darwaja
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

22 2 575

11-12 22:53 samsungSM-A057F

Tangga lagu hadiah

Total: 0 10

Komentar 2