Ye Tune Kya Kiya

Ishq woh bala hai

  • Ishq woh bala hai
  • Ishq woh bala hai
  • Jisko chhuaa isne woh jala hai
  • Dil se hota hai shuru
  • Dil se hota hai shuru
  • Par kambakht sar pe chadha hai
  • Kabhi khud se kabhi khuda se
  • Kabhi zamaane se lada hai
  • Itna hua badnaam phir bhi
  • Har zubaan pe ada hai
  • Ishq ki saazishein
  • Ishq ki baaziyaan
  • Haara main khel ke
  • Do dilon ka juaa
  • Kyun tune meri fursat ki
  • Kyun dil mein itni harqat ki
  • Ishaq mein itni barqat ki
  • Ye tune kya kiya
  • Phiru ab maara maara main
  • Chaand se bichhda taara main
  • Dil se itna kyun haara main
  • Ye tune kya kiya
  • Saari duniya se jeet ke
  • Main aaya hoon idhar
  • Tere aage hi main haara
  • Kiya tune kya asar
  • Main dil ka raaz kehta hoon
  • Ke jab jab saansein leta hoon
  • Tera hi naam leta hoon
  • Ye tune kya kiya
00:00
-00:00
View song details
Let's listen to my solo!

242 29 1164

5-12 16:19 TECNO MOBILE LIMITEDTECNO KE5k

Gifts

Total: 0 30

Comment 29