Banjaara

Jise zindagi dhoondh rahi hai

  • Jise zindagi dhoondh rahi hai
  • Kya yeh woh makaam mera hai
  • Yahan chain se bas ruk jaaoon
  • Kyun dil yeh mujhe kehta hai
  • Jazbaat naye se mile hain
  • Jaane kya asar yeh hua hai
  • Ik aas mili phir mujhko
  • Jo kubool kisi ne kiya hai
  • Haan kisi shayar ki ghazal
  • Jo de rooh ko sukun ke pal
  • Koi mujhko yoon mila hai
  • Jaise banjaare ko ghar
  • Naye mausam ki sehar
  • Ya sard mein do-pahar
  • Koi mujhko yoon mila hai
  • Jaise banjaare ko ghar
  • Hmm
  • Hmmmmmmmmm
  • Aaaaaaaa
  • Jaise koi kinaara deta ho sahara
  • Mujhe woh mila kisi mod par
  • Koi raat ka tara karta ho ujala
  • Vaise hi roshan kare wo shehar
  • Dard mere woh bhula hi gaya
  • Kuchh aisa asar hua
  • Jeena mujhe phir se woh sikha rahaa
  • Hmm jaise barish kar de tar
  • Ya marham dard par
  • Koi mujhko yoon mila hai
  • Jaise banjaare ko ghar
  • Naye mausam ki sehar
  • Ya sard mein do-pahar
  • Koi mujhko yoon mila hai
  • Jaise banjaare ko ghar
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
penjara bapakku

38 3 3164

8-22 12:22 samsungSM-A066B

Quà

Tổng: 0 16

Bình luận 3