Waqt Kate Nahin Katta Hai

Waqt kate nahi kat ta hai

  • Waqt kate nahi kat ta hai
  • Tere bina mere sajan
  • Waqt kate nahi kat ta hai
  • Tere bina mere sajan
  • Kaash yeh ho ke tu aa jaaye
  • Beet na jaaye yeh sawan
  • Waqt kate nahi kat ta hai
  • Tere bina mere sajan
  • Kaash yeh ho ke tu aa jaaye
  • Beet na jaaye yeh sawan
  • Dekhoon raahein teri raat din
  • Aa bhi jaa mere dil ke karaar
  • Dekhoon raahein teri raat din
  • Aa bhi jaa mere dil ke karaar
  • Mar na jaoon tadap ke kahin
  • Yoon na kar tu mujhe bekaraar
  • Yoon na kar tu mujhe bekaraar
  • Waqt kate nahi kat ta hai tere bina mere sajan
  • Kaash yeh ho ke tu aa jaaye
  • Beet na jaaye yeh sawan
  • Waqt kate nahi kat ta hai
  • Tere bina mere sajan
  • Boond paani ki tan pe gire
  • Uthe man mein koi hulchul
  • Boond paani ki tan pe gire
  • Uthe man mein koi hulchul
  • Aise sawan ka jhonka aaye
  • O diye ko jalaye har pal
  • Jo diye ko jalaye har pal
  • Waqt kate nahi kat ta hai
  • Tere bina mere sajan
  • Kaash yeh ho ke tu aa jaaye
  • Beet na jaaye yeh sawan
  • Waqt kate nahi kat ta hai
  • Tere bina mere sajan
  • Kaash yeh ho ke tu aa jaaye
  • Beet na jaaye yeh sawan
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

33 3 1591

10-23 15:00 samsungSM-G610F

Quà

Tổng: 0 9

Bình luận 3