Pehla Nasha

Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya

  • Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
  • Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
  • Chun liya maine sun liya haa
  • Pehla nasha pehla khumar
  • Naya pyaar hai naya intezar
  • Kar loon main kya apna haal
  • Aye dil-e-bekaraar
  • Mere dil-e-bekaraar
  • Tu hi bata mm
  • Pehla nasha pehla khumaar
  • Udta hi phirun in hawaaon mein kahin
  • Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin
  • Udta hi phirun in hawaaon mein kahin
  • Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin
  • Ikk kar doon aasmaan aur zameen
  • Kaho yaaron kya karoon kya nahin
  • Pehla nasha
  • Pehla khumaar
  • Usne baat ki kuch aise dhang se
  • Haan usne baat ki kuch aise dhang se
  • Sapne de gaya wo hazaron rang ke
  • Reh jaaun jaise main haar ke
  • Aur choome woh mujhe pyaar se
  • Pehla nasha pehla khumar
  • Naya pyaar hai naya intezar
  • Kar loon main kya apna haal
  • Aye dil-e-bekarar
  • Mere dil-e-bekarar
  • Tu hi bata
  • Tu hi bata
  • Tu hi bata haa haa
00:00
-00:00
View song details
Yuk dengarkan duet kami!

19 1 1801

7-24 21:17 vivoV2030

Gifts

Total: 0 52

Comments 1

  • Vijay sanu 7-24 21:23

    Terima kasih join keren nya 🙏🏻🙏🏻👍👍🙂