nadaaniyan

Kaise tu gungunaaye muskuraaye

  • Kaise tu gungunaaye muskuraaye
  • Chhoti-moti baaton pe muhn fulaye
  • Yeh nazakat
  • Meri aadat paas mujhe laaye
  • Nadaaniyan nadaaniyan
  • Kheenchein mujhe nadaaniyan
  • Nadaaniyan nadaaniyan
  • Pagal kare teri har adaa
  • Shaam o subah main teri yaad karoon
  • Tere khyaalon se main baat karoon
  • Teri nazar mein yeh kaisa nasha
  • Teri awaaz mei yeh kaisa sukoon
  • Dil ke saare ishaaron pe
  • Bas tera hi naam hai
  • Kaise tu gungunaaye muskuraaye
  • Chhoti-moti baaton pe muhn fulaye
  • Yeh nazakat
  • Meri aadat paas mujhe laaye
  • Nadaaniyan nadaaniyan
  • Kheenchein mujhe nadaaniyan
  • Nadaaniyan nadaaniyan
  • Pagal kare teri har adaa
  • Aaja paas mere
  • Likhein sau kahaaniyaan
  • Tu jo saath mere
  • Lage jahan paa liya
  • Teri saanson mei beete har pal mera
  • Teri aankhon mei dekhoon har kal mera
  • Kabhi hona nahin door oh jaane jaan
  • Zara paas toh aa phir se dohraa
  • Dil ke saare ishaaron pe
  • Bas tera hi naam hai
  • Nadaaniyan nadaaniyan
  • Kheenchein mujhe nadaaniyan
  • Nadaaniyan nadaaniyan
  • Pagal kare teri har adaa
00:00
-00:00
查看作品詳情
Nadaaniyan Nadaaniyan 🎶

13 0 2683

12-9 23:41 vivoV2351

禮物榜

累計: 0 5

評論 0