Yeh Bekhudi Deewangi

Yeh bekhudi deewaangi

  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Aashiqui aawaargi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Haan haan haan haan
  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Aashiqui aawaargi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Jaane jaan yeh dil mera
  • Tumko bhoola na paayega
  • Jaane jaan yeh dil mera
  • Tumko bhoola na paayega
  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Ho Tum mere dil mein aise base ho
  • Jaise ke dil ki dhadkan bane ho
  • Tumko meri jaan khabar hi nahin hai
  • Mere liye tum kya ban gaye ho
  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Aashiqui aawaargi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Jaane jaan yeh dil mera
  • Tumko bhoola na paayega
  • Jaane jaan yeh dil mera
  • Tumko bhoola na paayega
  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Chaahon mein tumko yeh aashiqui hai
  • Is aashiqui mein ek bekhudi hai
  • Yeh bekhudi bhi deewanapan hai
  • Deewanepan mein aawaargi hai
  • Yeh bekhudi deewaangi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Aashiqui aawaargi
  • Tumhi se hai meri jaane jaana
  • Jaane jaan yeh dil mera
  • Tumko bhoola na paayega
  • Jaane jaan yeh dil mera
  • Tumko bhoola na paayega
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

231 24 4184

2024-9-14 21:40 samsungSM-A015F

Tangga lagu hadiah

Total: 0 39

Komentar 24