Saaton janam

Sun meri shehzaadi

  • Sun meri shehzaadi
  • Main hoon tera shehzaada
  • Baahon mein leke tujhe
  • Main karta hoon vaada
  • Sun meri shehzaadi
  • Main hoon tera shehzaada
  • Baahon mein leke tujhe
  • Main karta hoon vaada
  • Ae jaan-e-tamanna meri
  • Main khake kasam teri
  • Karta hoon iqraar
  • Mar bhi gaya toh main tujhe
  • Karta rahunga pyar
  • Saaton janam mein tere
  • Saath rahunga yaar
  • Ehsaas nahi tujhko
  • Main pyar karun kitna
  • Kar dungi tujhe pagal
  • Chahungi sanam itna
  • Ehsaas nahi tujhko
  • Main pyar karun kitna
  • Kar dunga tujhe pagal
  • Chahunga sanam itna
  • Daaman na kabhi choote
  • Tode na kabhi toote
  • Joh rishta jude ek baar
  • Saaton janam mein tere
  • Saath rahunga yaar
  • Mar bhi gaya toh main tujhe
  • Karta rahunga pyar
  • Saaton janam mein tere
  • Saath rahunga yaar
  • Mar bhi gaya toh main tujhe
  • Karta rahunga pyar
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

78 12 3079

7-19 22:01 Xiaomi21061119AG

Carta hadiah

Jumlah: 6 30

Komen 12