Badnaamiyan

Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

  • Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
  • Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
  • Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
  • Badnaamiyan mili tanhaiyaan badhi

  • Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
  • Har pal tere sapne ye dekha karta hai
  • Maana tumne raaste apne badal diye
  • Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai
  • Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
  • Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
  • Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
  • Badnamiyan mili tanhaiyaan badhi
  • Badnamiyan mili tanhaiyaan badhi
  • Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
  • Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
  • Tumko kya dikhta hai meri nazron mein kaho
  • Dekhte chaahte subah ko shaam kar diya
  • Dekhte chaahte subah ko shaam kar diya
  • Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya
  • Badnaamiyan mili tanhaiyaan badhi
  • Badnaamiyan mili tanhaiyaan badhi
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
try again🎶🥰

45 2 2531

6-23 11:31 RealmeRMX1941

Quà

Tổng: 0 4

Bình luận 2