Hadh Se Jyada Sanam

Chaahta hoon tujhe

  • Chaahta hoon tujhe
  • Sochta hoon tujhe
  • Chaahta hoon tujhe
  • Sochta hoon tujhe
  • Har lamha har jagaah
  • Dekhta hoon tujhe
  • Tune mujhko yun beqaarar kiya
  • Beqaraar kiya beqaraar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Chaahti hoon tujhe
  • Sochti hoon tujhe
  • Har lamha har jagaah
  • Dekhti hoon tujhe
  • Tune mujhko yun beqaraar kiya
  • Beqaraar kiya beqaraar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Na samjha na jaana kyun huwa diwaana
  • Teri dhun mein jaanam khud se hoon begaana
  • Na samjha na jaana kyun huwa diwaana
  • Teri dhun mein jaanam khud se hoon begaana
  • Khud se hoon begaana
  • Tera khwaabon mein deedaar kiya
  • Tera khwaabon mein deedaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Teri yaad aaye ab raha na jaaye
  • Khayaalon mein mere tuhi muskuraaye
  • Teri yaad aaye ab raha na jaaye
  • Khayaalon mein mere tuhi muskuraaye
  • Tuhi muskuraaye
  • Pal pal tera intezaar kiya
  • Pal pal tera intezaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Chaahta hoon tujhe
  • Sochta hoon tujhe
  • Har lamha har jagaah
  • Dekhti hoon tujhe
  • Tune mujhko yun beqaarar kiya
  • Beqaraar kiya beqaraar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
  • Hadd se zyaada sanam tujhse pyaar kiya
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan duet kami!

31 7 2880

7-1 21:57 Redmi Note 8 Pro

Quà

Tổng: 0 104

Bình luận 7