Tumse Milke Dil Ka

Ishq jaise hai ik aandhi ishq hai ik toofaan

  • Ishq jaise hai ik aandhi ishq hai ik toofaan
  • Ishq ke aage bebas hai duniya mein har ilzaam
  • Ishq mein sab diwaane hain ishq mein sab hairaan
  • Ishq mein sab kuch mushkil hai ishq mein sab aasaan
  • Dekho pyaare ye nazaare ye diwaane ye parwaane
  • Ye ishq mein kaise gum
  • Haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
  • Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
  • Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
  • Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
  • Dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
  • Dhum tara dhum tara dhumma
  • Dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
  • Dhum tara dhum tara hum
  • Dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
  • Dhum tara dhum tara dhumma
  • Dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
  • Dhum tara dhum tara hum
  • Dil toh ik raahi jaana dil ki tum manzil ho
  • Dil toh hai ik kashti jaana jiska tum saahil ho
  • Dil na phir kuch maange jaana tum agar haasil ho
  • Dil toh hai mera tanha jaana aao toh mehfil ho
  • Ishq se hi saari khushiyaan ishq hi barbaadi
  • Ishq hai paabandi Lekin ishq hi azaadi
  • Ishq ki duniya mein yaaron khwaab ki aabaadi
  • Ho gaya Woh jisko manzil ishq ye dikhlaadi
  • Dekho pyaare ye nazaare ye diwaane ye parwaane
  • Ye ishq mein kaise gum
  • Haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
  • Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
  • Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
  • Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
  • Dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
  • Dhum tara dhum tara dhumma
  • Dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
  • Dhum tara dhum tara hum
  • Tumko puja hai tumhaari hi ibaadat kee hai
  • Hamne jab kee hai toh phir aise mohabbat kee hai
  • Hamne jab kee hai toh phir aise mohabbat kee hai
  • Dil mera paagal hai jaana isko tum behlaado
  • Dil mein kyun halchal hai jaana mujhko tum samjhaado
  • Mahaka jo aanchal hai jaana isko tum Lehraado
  • Zulf jo baadal hai jaana mujhpe tum barsaado
00:00
-00:00
View song details
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

20 0 3256

9-2 17:42 Redmi Note 8 Pro

Gifts

Total: 0 5

Comments 0