Sochenge Tumhe Pyar

Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin

  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko
  • Yaadon mein basaaya tumko
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko
  • Yaadon mein basaaya tumko
  • Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Tum ho khilta mehka sa kamal
  • Tum ho khilta mehka sa kamal
  • Hum jo gaayen tum ho voh ghazal
  • Kamsin bhola sa mukhda
  • Lagti ho chaand ka ik tukda
  • Hum kitni taareef karein
  • Dekhke tumko aahen bharein
  • Tumsa nahin hai koipyara sanam pyara sanam
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Jis din tum ko dekhegi nazar
  • Jis din tum ko dekhegi nazar
  • Jaane dil pe hoga kya asar
  • Rakhenge tumko nigaahon meikn
  • Bhar lenge tumhe baahon mein
  • Zulfon ko ham suljhayenge
  • Ishq mein duniya bhula denge
  • Ye beqaraari ab to hogi na kum hogi na kum
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko
  • Yaadon mein basaaya tumko
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko
  • Yaadon mein basaaya tumko
  • Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
00:00
-00:00
View song details
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

33 5 3576

2024-11-20 08:42 红米S2

Gifts

Total: 0 7

Comments 5

  • Transko Peteka 2024-11-20 13:25

    slu the best 🌹🌹🌹🌹🌹 nikmat didengar kak 🥰😘😘😘😘😘 🎉 😁🤟

  • ramaita ghadiez 2024-11-21 05:38

    Artis saya nih!

  • Jihan WeSing5409 2024-11-21 08:13

    nyanyi saat suara serak dan tidak fit

  • akung rigging 2024-11-22 22:06

    🍭🍭🍭🍭🍭💚 😊😊😊

  • s.y.a 2024-11-23 14:12

    🤩🧡 😆join lagi ya.. 💕 🍭🍭🍭🍭🍭