An Evening In Paris

Aji aisa mauka phir kahan milega

  • Aji aisa mauka phir kahan milega
  • Hamare jaisa dil kahan milega
  • Aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen sham
  • Dekho dekho dekho dekho dekho
  • An evening in paris
  • Aji aisa mauka phir kahan milega
  • Hamare jaisa dil kahan milega
  • Aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen sham
  • Dekho dekho dekho dekho dekho
  • An evening in paris
  • Dekho ye pariyon ki toli
  • Meethi meethi jinki boli
  • Kya kya dil par rang jamaye
  • Jalwon ki yeh aankh micholi
  • Dekho ye pariyon ki toli
  • Meethi meethi jinki boli
  • Kya kya dil par rang jamaye
  • Jalwon ki yeh aankh micholi
  • Aji aisa mauka phir kahan milega
  • Hamare jaisa dil kahan milega
  • Aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen sham
  • Dekho dekho dekho dekho dekho
  • An evening in paris
  • Haathon mein haath daaley
  • Phirte hain aashiq niraley
  • Dhoondo yahan tum bhi saathi
  • Mil jaaenge husnwale
  • Haathon mein haath daaley
  • Phirte hain aashiq niraley
  • Dhoondo yahan tum bhi saathi
  • Mil jaaenge husnwale
  • Aji aisa mauka phir kahan milega
  • Hamare jaisa dil kahan milega
  • Aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen sham
  • Dekho dekho dekho dekho dekho
  • An evening in paris
  • Apne dil ka daaman bhar lo
  • Mar jaaoge pyar karlo
  • Kal ka sapna kisne dekha
  • In rahon se aaj guzarlo
  • Apne dil ka daaman bhar lo
  • Mar jaaoge pyar karlo
  • Kal ka sapna kisne dekha
  • In rahon se aaj guzarlo
  • Aji aisa mauka phir kahan milega
  • Hamare jaisa dil kahan milega
  • Aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen sham
  • Dekho dekho dekho dekho dekho
  • An evening in paris
  • An evening in paris
  • An evening in paris
00:00
-00:00
View song details
Let's listen to my solo!

11 1 4470

12-9 22:04 XiaomiRedmi Note 9S

Gifts

Total: 0 0

Comment 1