Qurbani Qurbani(From "Qurbani")

Farishton ko nahi milta

  • Farishton ko nahi milta
  • Yeh woh jazba hai insaani
  • Naseeba saath de jinka
  • Wohi dete hai qurbani
  • O wai wai tujhpe
  • Qurban meri jaan
  • Mera dil mera imaan
  • Tujhpe qurban meri jaan
  • Mera dil mera imaan
  • Yaari meri kehti hai
  • Yaar pe karde sab qurban
  • Ho qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
  • Qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
  • Saaye mein talwaron ke
  • Daave hai dildaron ke
  • Saaye mein talwaron ke
  • Daave hai dildaron ke
  • Dushmano ke jaani dushman
  • Yaar sache yaaron ke
  • Hum yaar sache yaaron ke
  • Ho aandhi aaye ya toofan
  • Yaar khade hai seena taan
  • Aandhi aaye ya toofan
  • Yaar khade hai seena taan
  • Yaari meri kehti hai
  • Yaar pe karde sab qurban
  • Ho qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
  • Qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
  • Yaar aisa mil gaya
  • Dil hamara khil gaya
  • Yaar aisa mil gaya
  • Dil hamara khil gaya
  • Haath mein jab haath aaya
  • Yeh zamana hil gaya
  • Yeh zamana hil gaya
  • Ho do haathon ki dekho shaan
  • Yeh Allah hai yeh bhagwan
  • Do haathon ki dekho shaan
  • Yeh Allah hai yeh bhagwan
  • Yaari meri kehti hai
  • Yaar pe karde sab qurban
  • Ho qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
  • Tujhpe qurban meri jaan
  • Mera dil mera imaan
  • Ho tujhpe qurban meri jaan
  • Mera dil mera imaan
  • Yaari meri kehti hai
  • Yaar pe karde sab qurban
  • Qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
  • Qurbani qurbani qurbani
  • Allah ko pyari hai qurbani
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Let's listen to my solo!

52 7 5108

4-3 17:46 Xiaomi22071219CG

Quà

Tổng: 0 26

Bình luận 7