Maan Meri Jaan

Main teri aankhon mein

  • Main teri aankhon mein
  • Udaasi kabhi dekh sakda nahi
  • Tujhe khush main rakhunga sohneya
  • Main tere hothon pe
  • Khamoshi kabhi dekh sakda nahi
  • Saari baatein main sununga sohneya
  • Tere dil se na kabhi khelunga
  • Saare raaz apne main tujhko de doonga
  • Meri jaan toone mujhko paagal hai kiya
  • Mera lagda na jiya tere bagair
  • Tu maan meri jaan
  • Main tujhe jaane na doonga
  • Main tujhko apni baahon mein
  • Chhupa ke rakhunga
  • Tu maan meri jaan
  • Main tujhe jaane na doonga
  • Main tujhko apni aankhon mein
  • Basa ke rakhunga
  • Tu maan meri jaan
  • Tu maan meri jaan
  • Tu maan meri jaan
  • Main saya banke saath tere
  • Rehna 24 ghante
  • Main rehna 24 ghante
  • Tere bina dil lagda nahi
  • Main aankhon se chura loon jaana
  • Tere jo bhi gham the
  • Haaye tere jo bhi gham the
  • Tere bina dil lagta nahi
  • Meri baahon mein aake
  • Tu jaana nahi
  • Aisi rabb se main maangu dua
  • Tere dil se na kabhi khelunga
  • Saare raaz apne main tujhko de doonga
  • Meri jaan toone mujhko paagal hai kiya
  • Mera lagda na jiya tere bagair
  • Tu maan meri jaan
  • Main tujhe jaane na doonga
  • Main tujhko apni baahon mein
  • Chhupa ke rakhunga
  • Tu maan meri jaan
  • Main tujhe jaane na doonga
  • Main tujhko apni aankhon mein
  • Basa ke rakhunga
  • Tu maan meri jaan
  • Tu maan meri jaan
  • Tu maan meri jaan
  • Maan meri jaan
  • Tu maan meri jaan
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Let's listen to my solo!

35 5 3543

6-13 00:59 Xiaomi23028RN4DI

Quà

Tổng: 0 7

Bình luận 5

  • rosezaa 6-13 13:51

    Stunning 💚 🌷🌹

  • Penty Man 6-13 22:01

    ❤️oh dear!!! 🎉 🥁

  • Jun 6-15 14:32

    It fits your voice perfectly

  • Ting 6-15 15:51

    🙌😄Nice Post ! 👍

  • cing 6-18 22:54

    This song brings back memories