Ek Tarfa - Reprise

Ankhiyon se dariya beh gaya haaye

  • Ankhiyon se dariya beh gaya haaye
  • Khwaab wo adhura reh gaya
  • Baarishon ke mausam me hi haaye
  • Alvida mujhe wo keh gaya
  • Deewana tha deewana hoon rahunga bhi
  • Wo hai meri main duniya se kahunga bhi
  • Mohabbat ho gayi thi dono ko
  • Ek arsa ho gaya
  • Mera yeh ishq tha do tarfa
  • Ab ek tarfa ho gaya
  • Mohabbat ho gayi thi dono ko
  • Ek arsa ho gaya
  • Mera yeh ishq tha do tarfa
  • Ab ek tarfa ho gaya
  • Zikr tumhara karta nahi hoon
  • Chahe ab mehfil mein
  • Fikr kari naa tu ajj vi aae zinda
  • Toote hue iss dil mein
  • Iss duniya ki iss bheed me
  • Kahi kho naa jaau main
  • Darr lagta hai kisi aur ka
  • Kahi ho naa jaau main
  • Tu khush hai chahe bahaaron mein
  • Tu naa tha mere sitaaron mein
  • Use dekhe huye bhi yaaro
  • Ek arsa ho gaya
  • Mera yeh ishq tha do tarfa
  • Ab ek tarfa ho gaya
  • Mohabbat ho gayi thi dono ko
  • Ek arsa ho gaya
  • Mera yeh ishq tha do tarfa
  • Ab ek tarfa ho gaya
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

26 2 1808

11-6 21:16 realmeRMX2185

Gifts

Total: 0 4

Comment 2