Ae Mere Humsafar

Ae mere humsafar ek zara intezaar

  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki
  • Ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan
  • Kaise naa jaayega andhera kyoon naa thamega toofan
  • Ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan
  • Kaise naa jaayega andhera kyoon naa thamega toofan
  • Kaise naa milegi manzil ppyar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki
  • Ppyar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
  • Vahin se khula hai koi rasta vahin se giri hai deewaar
  • Ppyar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
  • Vahin se khula hai koi rasta vahin se giri hai deewaar
  • Roke kab ruki hai manzil ppyar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hai manzil ppyar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hai manzil ppyar ki
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
ijin join Mak😘🫣🍁

28 5 1522

9-16 14:24 INFINIXInfinix X6823C

Quà

Tổng: 1 206

Bình luận 5