Bahut Pyar Karte Hain

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Kasam chaahe le lo
  • Kasam chaahe le lo
  • Khuda ki kasam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Hamari gajal hai tassavur tumhara
  • Hamari gajal hai tassavur tumhara
  • Tumhare bina ab na jeena hamara
  • Tumhein yun hi chaahenge
  • Tumhein yun hi chaahenge
  • Jab tak hai dam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Sagar ki baahon mein maujen hain jitni
  • Sagar ki baahon mein maujen hain jitni
  • Humko bhi tumse mohabbat hai utni
  • Ke yeh bekarari na
  • Ke yeh bekarari na
  • Ab hogi kam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Kasam chaahe le lo
  • Kasam chaahe le lo
  • Khuda ki kasam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
  • Bahut pyaar karte hain tumko sanam
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

12 3 1544

Yesterday 13:41 realmeRMX3933

Gifts

Total: 2 100

Comment 3