Mere Dil Ka Pata

Mere dil ka pata tumhein kisne diya

  • Mere dil ka pata tumhein kisne diya
  • Mere dil ka pata tumhein kisne diya
  • Kya tum bhi akele the meri tarah
  • Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam
  • Tere dil ka pata mere dil ne diya
  • Tere dil ka pata mere dil ne diya
  • Haan hum bhi akele the teri tarah
  • Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam
  • Main akela jee raha tha
  • Jeevan be-irada tha
  • Na kisi se thi mohabbat
  • Na koi bhi vaada tha
  • Tum meri raah mein jaane kab aa gaye
  • Tum meri raah mein jaane kab aa gaye
  • Kya tum bhi akele the meri tarah
  • Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam
  • Zindagi ke yeh haseen pal
  • Bas yoon hi guzar jaate
  • Aur kuchh din jo tumhein
  • Hum na milte to mar jaate
  • Zindagi ke yeh haseen pal
  • Bas yoon hi guzar jaate
  • Aur kuchh din jo tumhein
  • Hum na milte to mar jaate
  • Vaada yeh hai mera tumse kya hai chhupa
  • Vaada yeh hai mera tumse kya hai chhupa
  • Haan hum bhi akele the teri tarah
  • Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam
  • Mere dil ka pata tumhein kisne diya
  • Tere dil ka pata mere dil ne diya
  • Haan hum bhi akele the teri tarah
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

18 2 839

6-12 20:57 OPPO F7

Gifts

Total: 0 4

Comments 2