Ghode Pe Sawaar

Koyi kaise unhein yeh samjhaye

  • Koyi kaise unhein yeh samjhaye
  • Sajaniya ke mann mein
  • Abhi inkaar hai
  • Jaane balma ghode pe
  • Kyun sawar hain
  • Jaane balma ghode pe
  • Kyun sawar hain
  • Dheere dheere jatan karne se
  • Dulhaniya ke khulte
  • Hriday ke dwaar hai
  • Jaane balma ghodey pe
  • Kyun sawaar hain
  • Jaane balma ghodey pe
  • Kyun sawaar hain
  • Baalon mein wadh
  • Ke gajra lagana
  • Nazdeek aane ka hai bahana
  • Sab jaan ke bhi chhaliya
  • Ke chhal se
  • Mushkil hai bach paana
  • Ho ankhiyon se thag ke bharna
  • Woh jaane batiyon se zurmana
  • Haan jo main tokun
  • Kaha na mera maane
  • Bhavon ko aise taane
  • Behas bekaar hai
  • Jaane balma ghodey pe
  • Kyun sawaar hain
  • Jaane balma ghodey pe
  • Kyun sawaar hain
  • Koyi kaise unhein yeh samjhaye
  • Sajaniya ke mann mein
  • Abhi inkaar hai
  • Jaane balma ghodey pe
  • Kyun sawaar hain
  • Jaane balma ghodey pe
  • Kyun sawaar hain
00:00
-00:00
View song details
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

551 29 1

2023-8-3 21:25 红米6A

Gifts

Total: 0 459

Comments 29