Dil Ne Kar Liya(From "Humraaz")

Dil ne kar liya aitbaar

  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
  • Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
  • Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
  • Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
  • Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana

  • Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Mauka dil ne diya hi nahin
  • Pyaar hua kab pata nahin
  • Banke muqaddar tum aaye
  • Kahin nazar na lag jaaye
  • Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
  • Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
  • Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Le jaa dil pardesi le jaa dil pardesi
  • Chain ho tum aaraam ho tum
  • Is dil ka armaan ho tum
  • Meri subh-o-shaam ho tum
  • Jaan meri pehchaan ho tum
  • Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
  • Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
  • Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
  • Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
  • Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
  • Dil ne kar liya aitbaar
  • Humko ho gaya tumse pyaar
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
Dil ne kar liya🍜🍜🎧👁️👁️🎧🎤🚀🚀🚀🚀🚀🚀🚀

36 8 1

7-7 14:22 samsungSM-A107F

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 2 54

ความเห็น 8