Humnava Mere

Kal raaste mein gham mil gaya tha

  • Kal raaste mein gham mil gaya tha
  • Lag ke gale main ro diya
  • Jo sirf mera tha sirf mera
  • Maine usey kyun kho diya
  • Haan woh aankhein jinhe main
  • Choomta tha bewajah
  • Pyaar mere liye kyun
  • Un mein baaqi na raha
  • Ho
  • Humnava mere
  • Tu hai to meri saansein chale
  • Bata de kaise main jiyunga
  • Tere bina
  • Ho humnava mere
  • Tu hai to meri saansein chale
  • Bata de kaise main jiyunga
  • Tere bina
  • Har waqt dil ko jo sataaye
  • Aisi kami hai tu
  • Main bhi na jaanu ye
  • Ki itna kyun laazmi hai tu
  • Neendein jaake na lauti
  • Kitni raatein dhal gayi
  • Itne taare giney ki
  • Ungliyaan bhi jal gayi
  • Ho
  • Humnava mere
  • Tu hai to meri saansein chale
  • Bata de kaise main jiyunga
  • Tere bina
  • Ho humnava mere
  • Tu hai to meri saansein chale
  • Bata de kaise main jiyunga
  • Tere bina
  • Tu aakhri aansu o yaara
  • Hai aakhri tu gham
  • Dil ab kahaan hai jo dobara
  • De dein kisi ko hum
  • Apni shaamon mein hissa
  • Phir kisi ko na diya
  • Ishq tere bina bhi
  • Maine tujhse hi kiya
  • O
  • Humnava mere tu hai to meri saansein chale
  • Bata de kaise main jiyunga tere bina
  • Ho
  • Faasle na de ki main hu aasre tere
  • Bata de kaise main jiyunga tere bina
  • Aazma raha mujhe kyun
  • Aa bhi ja kahin se ab tu
  • Kaise main jiyunga tere bina
  • Seene mein jo dhadkane hain
  • Tere naam pe chale hain
  • Kaise main jiyunga tere bina
  • Humnava mere tu hai to
  • Meri saansein chale
  • Bata de kaise main jiyunga tere bina
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

35 6 3899

4-4 14:08 XiaomiM2006C3MG

Tangga lagu hadiah

Total: 0 5

Komentar 6

  • WeSing1089 4-4 16:25

    Trmkasih sobatku dimanapun berada..haha

  • WeSing1089 4-6 02:43

    Nor ijati Hasanah..ai aslmkum terimakasih atas kirimin bunganya berwarna merah muda..slm santunku pdmu....

  • Kank Angga 4-7 22:18

    kereeen banget!

  • Widia Widia 4-7 22:33

    wow... suara kamu kaya malaikat

  • WeSing1089 4-8 04:20

    Oh ya trmkasih aku suka kamu...

  • WeSing1089 4-8 04:21

    ooh ya trmkasih sobatku atas perhatiannya diucapkan...hai haha