Kesariya

Mujhko itna bataaye koi

  • Mujhko itna bataaye koi
  • Kaise tujhse dil na lagaaye koi
  • Rabba ne tujhko banaane mein
  • Kar di hai husan ki khaali tijoriya
  • Kajal ki siyaahi se likhi
  • Hai tune jaane kitno ki love storiyan
  • Kesariya tera ishq hai piya
  • Rang jaaun jo main haath lagaaun
  • Din beete saara teri fikr mein
  • Rain saari teri khair manaaun
  • Kesariya tera ishq hai piya
  • Rang jaaun jo main haath lagaaun
  • Din beete saara teri fikr mein
  • Rain saari teri khair manaaun
  • Patjhad ke mausam mein bhi
  • Rangeen chanaaro jaisi
  • Jhanke sannato mein tu
  • Veena ke taaron jaisi
  • Hmm sadiyo se bhi lambi ye
  • Mann ki amawasein hai
  • Aur tu phuljhadiyon wale tayohaaro jaisi
  • Chanda bhi deewana hai tera
  • Jalti hai tujhse saari chakoriyan
  • Kajal ki siyaahi se likhi
  • Hai tune jaane kitno ki love storiyan
  • Kesariya tera ishq hai piya
  • Rang jaaun jo main haath lagaaun
  • Din beete saara teri fikr mein
  • Rain saari teri khair manaaun
  • Kesariya tera ishq hai piya
  • Rang jaaun jo main haath lagaaun
  • Din beete saara teri fikr mein
  • Rain saari teri khair manaaun
  • Kesariya tera ishq hai piya
  • Ishq hai piya
  • Kesariya tera ishq hai piya
  • Ishq hai piya
  • Ishq hai piya
  • Ishq hai piya
  • Kesariya tera
  • Ishq hai piya
  • Rang jaaun jo main haath lagaaun
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
izin join yak🙏☺️

22 1 2921

5-14 18:09

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 1

  • Fida 5-20 15:15

    mantap jos pisan,dan lembut,