Humdard

Pal do pal ki hi kyun hai zindagi

  • Pal do pal ki hi kyun hai zindagi
  • Iss pyar ko hai sadiyaan kaafi nahi
  • Toh khuda se maang lun
  • Mohalat main ik nayi
  • Rehna hai bas yahaan
  • Ab door tujhse jaana nahi
  • Jo tu mera humdard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Suhaana har dard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Teri muskurahatein hain taaqat meri
  • Mujhko inhi se ummeed mili
  • Chaahe kare koi sitam ye jahaan
  • Inme hi hai sadaa hifaazat meri
  • Zindagani badi khoobsurat hui
  • Jannat ab aur kya hogi kahin
  • Jo tu mera humdard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Suhaana har dard hai
  • Jo tu mera humdard hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

44 4 1974

7-22 21:11 vivoV2310

Quà

Tổng: 0 5

Bình luận 4