Jo Bhi Kasmein

Jo bhi kasmein khaayi thi humne

  • Jo bhi kasmein khaayi thi humne
  • Waada kiya tha jo milke
  • Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Din voh bade haseen the
  • Raatein bhi khushnaseeb thi
  • Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Jaage jaage rehte the khoye khoye rehte the
  • Karte the pyaar ki baatein
  • Kabhi tanhaai mein kabhi purvaai mein
  • Hoti thi roz mulaaqaatein
  • Teri in baahon mein teri panaahon mein
  • Maine har lamha guzaara
  • Tere is chehre ko chaand sunehre ko
  • Maine to jigar mein utaara
  • Kitne tere kareeb tha
  • Main to tera naseeb tha
  • Honton pe rehta tha har waqt bas naam tera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
  • Aa aa aa aa aa aa aa aa
  • Aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
  • Aa aa aa aa aa aa aa aa
  • Din ke ujaalon mein khwaabon khayaalon mein
  • Maine tujhe pal pal dekha
  • Meri zindagaani tu meri kahaani tu
  • Tu hai mere haathon ki rekha
  • Maine tujhe chaaha to apna banaaya to
  • Tune mujhe dil mein basaaya
  • Pyaar ke rangon se baheki umangon se
  • Tune mera sapna sajaaya
  • Tere labon ko choomke
  • Baahon mein teri jhoomke
  • Maine basaaya tha aankhon mein tere basera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Jo bhi kasmein khaayi thi humne
  • Waada kiya tha jo milke
  • Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk duet bareng aku!

37 4 1575

2024-11-19 10:14 realmeRMX2195

礼物榜

累计: 0 6

评论 4

  • 🙏🤗 2024-11-19 10:53

    kamiri jahe 😂😂👍👍👍👏👏👏asyikkk

  • Musyafir Rindu 2024-11-19 11:08

    dipirik AE dah..biar lakas di jadiakan gangan

  • Muhammad Harry 2024-11-25 22:49

    kenalan dong

  • Nay 2024-11-30 22:55

    💖💖🎻 💖 aku juga ada di wesing kakak 🕶️