Abhi Mujh Mein Kahin

Abhi mujh mein kahin

  • Abhi mujh mein kahin
  • Baaqi thodi si hai zindagi
  • Jagi dhadkan nayi
  • Jaana zinda hoon main toh abhi
  • Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
  • Ye lamha kahaan tha mera
  • Ab hai saamne
  • Issey chhoo loon zaraa
  • Mar jaaoon ya jee loon zaraa
  • Khushiyaan choom loon
  • Yaa ro loon zaraa
  • Mar jaaoon ya jee loon zaraa
  • Ho o abhi mujh mein kahin
  • Baaqi thodi si hai zindagi
  • Ho dhoop mein jalte huey tann ko
  • Chhaya perh ki mill gayee
  • Roothe bachche ki hansi jaise
  • Phuslaane se phir khill gayee
  • Kuchh aisa hi abb mehsoos
  • Dil ko ho rahaa hai
  • Barso'n ke purane zakhm
  • Pe marham laga sa hai
  • Kuch aisa rahem iss lamhe mein hai
  • Ye lamha kahaan tha mera
  • Ab hai saamne
  • Issey chhoo loon zara
  • Mar jaaoon ya jee loon zara
  • Khushiyaan choom loon
  • Yaa ro loon zaraa
  • Mar jaaoon yaa jee loon zaraa
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

41 3 2718

2024-12-25 22:05 OPPOCPH2269

Carta hadiah

Jumlah: 0 3

Komen 3