Shah Ka Rutba

Shah ka rutba shahanshahon si teri baat hai

  • Shah ka rutba shahanshahon si teri baat hai
  • Shah ka rutba shahanshahon si teri baat hai
  • Shahon ka jo shah uska tere sar pe haath hai
  • Shahon ka jo shah uska tere sar pe haath hai
  • Tere qadmon ke tale mitti
  • Bhi sona ban gayi
  • Jarr hua dushman jahan
  • Shamsheer teri tan gayi haan
  • Tu wali hai tu meherbaan hai
  • Nigahbaan hai tu hi
  • Hai farishte bhi parastish mein teri qurban wallah
  • Ban gaya qanoon jo bhi tu likhe parvan wallah ho
  • Nazara jannaton ka aaj tere rubaru hai
  • Tera lakht-e-jigar saaya hai tera hubahu hai
  • Haan sadqe aaj uske sar ke sehre ke sabhi hain
  • Ke teri saltanat ke takht ka jaan e sheen hai
  • Guroor yeh jalwa rahe
  • Udhta puha mukhta rahe
  • Teri jeet ki raftaar se har haar hai istad rahe
  • Teri kismat khud tere haatho'n khilona bann gayi
  • Jar huaa dushman jahaan shamsheer teri tann gayi
  • Tu wali hai tu meherban hai nigehmaan hai tu hi
  • Hai farishtey bhi parishtish mein teri qurbaan wallah
  • Tu wali hai tu meherbaan hai nigehmaan hai tu hi
  • Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho
  • Ghar deewane aam na ho
  • Koi Akbar na hua
  • Jo tumhare sar jhuke toh shenshah main hua
  • Allah raha mera har pal hafeez
  • Toh safar yeh tai hua
  • Ghar deewane aam na ho
  • Koi Akbar na hua
  • Ya wallah ya maula
  • Chaar mazboot naujawan kandhe
  • Tujhko tere khuda ne bakshe hai
  • Inke haathon ki jo laqeerein hai
  • Tere dono jahan ke nakhshe hai
  • Zindagi toh har Qadam nayi disha mein hai
  • Yeh hi toh mere sheh-maat hain
  • Yeh dono meri Qaaynaat hain yaa
  • Chaar majboot naujawaan kandhe
  • Tujhko tere Khuda ne bakhshe hain
  • Inke haathon ki jo laqeerein hain
  • Tere dono jahaan ke nakshe hain
  • Ya wallah ya maula
  • Ya wallah ya maula
  • Ya wallah ya maula
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
maaf bang ngerusuh OCnya😁🙏

49 2 1

2021-5-10 23:57 vivo 1918

Tangga lagu hadiah

Total: 1 50

Komentar 2