Hum Bewafa Hargiz Na Thay

Hum bewafa hargiz na they

  • Hum bewafa hargiz na they
  • Par hum wafa kar na sake
  • Humko mili uski sazaa
  • Hum jo khata kar na sake
  • Hum bewafa hargiz na they
  • Par hum wafa kar na sake
  • Humko mili uski sazaa
  • Hum jo khata kar na sake
  • Kitni akeli thi woh raahe hum jinpe
  • Ab takk akele chalte rahein
  • Tujhse bichadke bhi o bekhabar
  • Tere hi gham mein jalte rahein
  • Tune kiya jo shikva
  • Hum woh gila kar na sake
  • Hum bewafa hargiz na they
  • Par hum wafa kar na sake
  • Tumne jo dekha suna sach tha magar
  • Kitna tha sach yeh kisko pataa
  • Jaane tumhe maine koi dhokha diya
  • Jaane tumhe koi dhokha hua
  • Is pyar mein sach jhooth ka
  • Tum faisla kar na sake
  • Hum bewafa hargiz na they
  • Par hum wafa kar na sake
00:00
-00:00
View song details
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

26 3 2244

6-15 14:41 vivo 1820

Gifts

Total: 0 0

Comments 3