India Waale

Ho maane ya koi maane na

  • Ho maane ya koi maane na
  • Yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
  • Aise hain chaahe waise hain
  • Arey jo bhi hain jaise hain
  • Khud pe humein naaz hai
  • Jaane na humko ye zamaana
  • Chaaho to humko aazmaana
  • Hum yaar-baaz hum jaal-saaz
  • Hum ishq-baaz dilwaale
  • Kehte hain humko pyar se India waale
  • Chhu lete dil ke taar se India waale
  • Har jeet cheen le haar se Indiawaale
  • Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
  • Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
  • Yun toh seedhe bade
  • Kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura
  • O humko parwaah nahi
  • Jo bhi kehta hai kehne de jag ye bhala ya bura
  • Jaisi bhi marzi ho humaari
  • Karte hain aisi hoshiyaari
  • Par dil se yaar jo le pukaar
  • To jaan nisaar kar daale
  • Kehte hain humko pyar se India wale
  • Chhu lete dil ke taar se India wale
  • Har jeet cheen le haar se Indiawaale
  • Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale
  • Ungli pe sabko nachaa dein hum Indiawaale
  • Aankhon ki aankhon ki chaabi se
  • Thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale
  • Jaan dete usko jahaan dete
  • Apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale
  • Duniya se humko kya le jaana
  • Yaaron ke dil mein ho thikana
  • Humein ek baar hota hai pyaar
  • Ye laakh baar kehla le
  • Kehte hain humko pyar se India wale
  • Chhu lete dil ke taar se India wale
  • Har jeet cheen le haar se Indiawaale
  • Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
  • Dushman ke chakke chhuda de chhuda de
  • Ungli pe sabko nachaa dein
  • Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Dengarkan duet yang terkoordinasi baik

25 1 1

7-13 21:56

Quà

Tổng: 0 8

Bình luận 1