Kar Har Maidaan Fateh

Pighla de zanjeerein

  • Pighla de zanjeerein
  • Bana unki shamsheerein
  • Kar har maidaan fateh o bandeya
  • Kar har maidan fateh
  • Ghayal parinda hai tu
  • Dikhla de zinda hai tu
  • Baaqi hai tujhme hausla
  • Tere junoon ke aage
  • Ambar panaahe maange
  • Kar daale tu jo faisla
  • Roothi taqdeerein toh kya
  • Tooti shamsheerein toh kya
  • Tooti shamsheeron se hi ho
  • Kar har maidan fateh
  • Kar har maidan fateh
  • Kar har maidan fateh re bandeya
  • Har maidaan fateh
  • Kar har maidan fateh
  • Kar har maidan fateh
  • Kar har maidan fateh re bandeya
  • Har maidaan fateh
  • In gardishon ke baadalon pe chadh ke
  • Waqt ka girabaan pakad ke
  • Puchna hai jeet ka pata
  • Jeet ka pata
  • Inn mutthiyon mein chand taare bhar ke
  • Aasmaan ki hadh se guzar ke
  • Ho ja tu bheed se juda
  • Bheed se juda
  • Bheed se juda
  • Kehne ko zarra hai tu
  • Loha ka charra hai tu
  • Tooti shamsheeron se hi ho
  • Kar har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh re bandeya
  • Har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh re bandeya
  • Har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh
  • Kar har maidaan fateh re bandeya
  • Har maidaan fateh
  • Kar har maidan fateh re bandeya
  • Har maidan fateh
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Mri duet bersmaku. 😊

15 0 1

2021-11-23 00:42 红米4X

Tangga lagu hadiah

Total: 0 1

Komentar 0