mera chand mujhe aaya hai nazar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Chhaya hai nasha meri aankho par
  • Chhaya hai nasha meri aankho par
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Mere dil mein hai arma kai kai
  • Meri chahat hai abhi nayi nayi
  • Mere dil mein hai arma kai kai
  • Meri chahat hai abhi nayi nayi
  • Reh jaye na pyasa pyar mera
  • Meri baahon mein bhar de yaar mera
  • Itana sa karam tu kar mujh par
  • Itana sa karam tu kar mujh par
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Abhi labo ko labo ne chhua nahi
  • Arma koi pura hua nahi
  • Abhi labo ko labo ne chhua nahi
  • Arma koi pura hua nahi
  • Abhi aash ka gulshan khilana hai
  • Abhi do jismo ko milna hai
  • Dekhuga abhi main wo manjar
  • Dekhuga abhi main wo manjar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Aye raat zara tham tham ke gujar
  • Mera chand mujhe aaya hai nazar
  • Aaya hai nazar aaya hai nazar
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Hmm,,, hehehe,,,, hmmm,,,,,💐🌹🌹🥀🥀🥀🌸🌸🌺🌺🌻

127 42 1

2023-2-10 00:00 红米5A

Tangga lagu hadiah

Total: 6 315

Komentar 42